Friday, December 27, 2013

Aansuo..!!

" Aansuo ko bahut samjhaya ke
Tanhaai mein aaya karo,
Mehfil mein hamara mazaak na udaya karo,
iss par aansu tadap kar bole,
"itne logo mein aapko tanha paate hai,
isi liye chale aate hai…."

PIYA

Is Dil Se Wo Door Jate B Nahi,
Hakeekat Me Wo Hame Chahte B Nahi,

Auro Ke Liye Wo Rote Hain Raat Bhar,
Hamare Liye To Woh Muskurate Bhi Nahi ..!

चाहत में बहुत कुछ

ज़रा पाने की चाहत में बहुत कुछ छूट जाता है
ना जाने सब्र का धागा कहाँ पर टूट जाता है

किसे हमराह कहते हो यहाँ पर अपना साया भी
कहीं पर साथ चलता है कहीं पर छूट जाता है


गनीमत है नगर वालों लुटेरों से लुटे हो तुम
हमें तो गाँव में अक्सर दरोगा लूट जाता है

अजब शै है ये रिश्ते भी, बहुत मजबूत लगते हैं
ज़रा सी भूल से लेकिन भरोसा टूट जाता हैं

PIYA

जाते हुए उसने सिफे इतना कहा था मुझसे ओ
पागल .........
............
..........
........
......
....
...
..
.

अपनी जिँदगी जी लेना.......
..........
.........
........
.......
......
.....
....
...
..
.

वैसे प्यार अच्छा करते हो...

Zindagi...!!!!

Kehte Hai Do Din Ki Zindagi Hai ..
Iss liye isse Do Tarike Se Jio ..

Raho To Phoolon Ki Tarah ..
Aur Bikhro To Khushbu Ki Tarah ..

MISSING U....!!!

PIYA

Aisa Nahi Ke Ham Ko Mohabbat Nahi Mili
Tumhain Chahtay Thay, Per Teri Ulfat Nahi Mili

Milnay Ko Zindagi Mein Tou Kayi Hamsafar Milay
Per Un Ki Tabiyat Se Tabiyat Nahi Mili


Chehron Mein Dosron Ke Tujhe Dhoondtay Rahay
Soorat Nahi Mili Kaheen Seerat Nahi Mili

Bohat Dair Se Aaya TU Mere Paas
Alfaaz Dhoondnay Ki Bhi Mohlat Nahi Mili


Tujh Ko Gila Hai Ke Tawajja Na Di Tujhe
Laikin Ham Ko Tou Khud Apni Mohabbat Nahi Mili

Ham Ko Tou Teri Har Aadat Achi Lagi FARAZ
Afsos Ke Tujh Se Meri Aadat Nahi Mili —

SAD POETRY......!!!

Jaagte hain tanha raaton mein,
khota hai dil unki baaton mein;
mili nahin dil ki manzil aaj tak,
kyonki dard hi dard likhe hai in haathon mein

Sirf ek dil hi toh tha...!!!

Hote agar paas toh koyi shararat karte
Lekar tumhe baho mein mohabbat karte

Dekhte teri aankho mein nind ka khumar
Apni khoyi huyi nindo ki shikayat karte

Aankho mein teri, apna aks dhundte,
Jaan se bhi jyada tujhe chaha karte

Sirf ek dil hi toh tha wo b tere paas hai
Raat raat bhar jag k kiski hifajat karte


Mere majhab mein shirk haraam hai
Warna dil-o-jaan se teri ebadat karte