Sunday, November 10, 2013

Tera He Naam Ubharta Hai Lakeero Main.. Jab Kabhi Haath Uthaya Dua Ke Liye...!! —


Chehre badal Jaye toh Koi baat Nahin.....!!! 

Lehjay badal Jaye Toh bohot Takleef Dete Hain....!!


Tujh se Na Milne Ki Kasam Khaa Kar Bhi Maine...,

Har Raah Mein Tujhe Dhoonda Bahut Hai....


Naa Jane Kyun Yeh Raat Udas Kar Deti Hain Her Rooz..!!!

Mehsos Youn Hota Hain Jaise Bichar Raha Ho Koi Dhere Dhere...!!!


Tum kisi aur ki kismat mein ho, Tum Mere Nahi...,

Yeh agar sach bhi hai, to mujhko Bataya Na Karo..



Har Kisi Say Mohabbat Humari Fitrat Main Nahi Hai 
Par Jab Kisi Ko Chahtay Hain Zindgi War Detay Hain ..!

<3 piya <3

Mousam Badal Raha Hai Apna Khiyal Rakhna Ey Dost,

Kiun Ke Badalty Mousam Aur Badalty Loog Bohat Takleef Dety Hain.

<3 piya <3

Yeh Mohabbat Ka Bandhan Bhi Kitna Ajeeb Hota Hai...

MiL jaye to Baatain Lambi, Bichar Jaye To Yadain Lambi..!!!
 





Tera He Naam Ubharta Hai Lakeero Main..

Jab Kabhi Haath Uthaya Dua Ke Liye...!!
 —

<3 piya <3






ham har shaks pe aise enayat nahi karte....!!!


Badnaam zamane me muhabbat nahi karte,,
dliwale toh dushman se bih nafrat nahi karte....
Ekbar jishe chaha sada ushike rehe,,fhir hamlug amanat mea khayanat nahi karte....

Tanhaai mia yaad karlete hein ansu baha kar,, zaher kobi ham apni ebadat nahi karte.....

Waqt ane par malum yeh hoo jayegi tumko,,ham sirf dikawe ki muhabbat nahi karte....

Lekin haa faaqate ek tumhare liye gajle,, ham har shaks pe aise enayat nahi karte....!!!




WhEn I MiSs U , I JusT ClOsE My EyEs n I m WitH YoU

Naa Jane Kyun Yeh Raat Udas Kar Deti Hain Her Rooz..!!!

Mehsos Youn Hota Hain Jaise Bichar Raha Ho Koi Dhere Dhere...!!!

sLiDe YoUr ArMs ArOuNd My NeCk..AnD sAy YoU r MiNe!!!!

Chehre badal Jaye toh Koi baat Nahin.....!!! 

Lehjay badal Jaye Toh bohot Takleef Dete Hain....!!

romAntic line:

Most romAntic line:
A boy told his girlfriend- Your eyes are just too
beautiful!


D girl replied- yes,they r beautiful,only bcoz u stAy in
dem.



Wo gazal valon ka uslub samajhate honge

Wo gazal valon ka uslub samajhate honge
chand kahate hain kise khub samajhate honge

itni milati hai meri ghazlon se surat teri
log tujh ko mera mahbub samajhate honge

main samajhata tha muhabbat ke zaban khushbu hai
phul se log ise khub samajhate honge

bhool kar apna zamana ye zamane wale
aj ke pyar ko mayub samajhate honge

Tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai

tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
ik diya hai jo andheron mein jala rakha hai

jit le jaye koi mujhko nasibon vala
zindagi ne mujhe da o pe laga rakha hai

jane kab aaye koi dil mein jhankane vala
is liye main ne gireban ko khula rakha hai

imtehan aur meri zabt ka tum kya loge
main ne dhadakan ko bhi sine mein chupa rakha hai