Bhulaoge Lakh Tum Hmko, Mgar Ham Yaad Aayenge Ham Tark-e Ulfat Par Bhi Tumko Yaad Aayenge
Nhi Aayenge Yaad Tumko Maheeno Tak Na Aayenge Mgar Jab Yaad Ayenge To Aksar Yaad Aayenge Dino Hafton Na Shi Lekin Kabhi To Yaad Aayenge Suno! Hm Yaad Aayenge, Kabhi To Yaad Aayenge..
zamane se suna tha k muhabbat haar jati hai jo chahat yak tarfa ho wo chahta haar jati hai kahin per dua ka ik lafz bhi aser kar jata hai kahinn barsoon ki ibadat bhi haar jati haii